Indira Gandhi Nahar pariyojna--. Dosto aaj mai apko Indira Gandhi ne pariyojna ke bare mein mera blog www seo lucky blogspot.com per betane ja rha hu.
Is pariyojna ka sariya bikaner riyasat ke mukhya abhiyanta Shri kanwar sen kho Diya jata hai Rajasthan near pariyojna shrimati Indira Gandhi ki mrutyu ke pakshat unki yad mein rajye sarkar ne 2.11 .1984 ko ek adhisuchana jari kar Indira Gandhi Nahar pariyojna naam rakha hai is pariyojna ke pura Ho Jane se vishva ki sabse lambi sinchai pranalio mai se ek Mani jaati hai| vishva ki sabse badi sinchai pariyojna hai Indira Gandhi ne Punjab mein main santlej av vyas nadiyon ke sangam per Street hariq band sen nikaali gai hai harik bande se nikali yah nehar badmer jile ke gadara road main samapt hoti hai sutlej vyas nadiyon ke sangam per Punjab mein firozpur ke nikat harik beraj ka nirman san 1952 mai karaya gaya hai, jise Indira Gandhi Nahar ke udgam ki vyavastha ki Gai thi is neer ke mukhya do bhag hai -- pahla Rajasthan feeder tatha dusra mukhya nere|Rajasthan fider ki lambai 204 kimi .hai|ye 169 kimi. Punjab mein, 14 kimi. Haryana mein av sense 21 kimi. Rajasthan mein ganganagar jile ke masitawali hed (agale chhore) tek jaati hai 204 kimi. Lambi Rajasthan fider ke karya ko pura kar 6.9.1961 ko ismein jehal prabhavit Kiya Gaya| dusri Indira mukhya nehra Jo fider ke antim shir se prarambh hoti gai, jiski lambai 445kimi. Jaisalmer ke ramgarh gaon Tak parsavit thi , lekin ab iski lambai (649 kimi.) Gadara road, badmer Tak badha Di gai hai is pariyojna ke dwara thar ke registan ke kafi bade bhu- bhag ko hera -bhera banaya ja sakega |is pariyojna se ganganagar, bikaner, Jaisalmer our badmer jilo mai krishi hetu sinchai ki ja sekegi | 31 March ,1958 ko is nehr ka shilanyas gere mantri shri govind vallabh pet ne keya | iske neri paravaye shetra ko milakar 13.88 lakh hektaiyar mai sinchai tatha sameep varty shetron mai payjal aapurti ki samuchit vyavastha ho sakegi | is nehra ka Kersi yogya command shetra 15.37 hakther aaka gaya hai is pariyojna ke pratham Charan mein 5.78 lakh hakther mai tatha ditiye Charan mein 8.10 lakh hakther mai sinchai ki samta prapt karne ke a lakshya rakhe gaye hain. https://seoluckyblog.blogspot.com
0 Coment:
Post a Comment