Aadhunik Rajasthani bhasha ka sahitya. Dosto mai aaj apko mera blog- www seo lucky blogspot.com per aadhunik Rajasthani bhasha ka sahitya ke bare mai betane jaa rha hu
Hindi ke prabhav tatha vistar ke Karan Rajasthani bhasha ka sahitya aadhunik Kal main bahut shin ho gayeya hai, parantu swatantrata prapti ke bad se Rajasthan sarkar iski pragathi ke liye barsak chastae ker rahi hai asha hai ki bhavishya mai ismein kuchh acchi rachna likhi jayegi|Rajasthani bhasha ke kuch sahityakar tatha unki ki rachna prakar hai--. Kavita sahitya--Rajasthani bhasha ke vikhyat kavhi bahut kam hai |fir bhi (kanhaiyalal setiya ) ka name pramukh hai unhone ( payal aur pital ) namak Sundar rachna ki hai mukul ka name bhi prasidh hai our senani , unki ek lokpriya rachna hai | thakur ram Singh ki matrabhasha ro geet bhi Sundar rachna manani jaati hai | vir res ke kaviyon mai kesari Singh barat Uday Raj , ujjwal , nathu das ke name aate Hain | kuch anaye kaviyo mai badri Prasad aacharya , muralidhar vyas , Bob Raj aadi ke naam hai Katha sahitya --is shetra mein kuchh adhik karya huwa hai |ismein shivcharan bhartiya ne kanek sundari , namak upnyas hai inke atirikt Shri Lal Joshi ka ab pathri upnyas bhi prasiddh hai badri Prasad sankarayya ne bhi apna yogdan anokhi Kahani namak upanyas likhkar Diya hai| murlidhar vyas tatha narottam das swami ne milkar Rajasthani kahawat namak Katha sahitya persut Kiya Vijay Dan Dehta ne apni rachna batari phulwari mein Rajasthani lok ghatao ka sangrah Kiya hai |Mani madhukar ki rachna pag feron bhi achi rachna hai jisper sahitya ek aadami puraskar 1975 mai mil chuka hai | Katha sahitya ke Anya lekak hai agar Chand na nata gulabchand nagauri, Munna Lal purohit tatha shrimati Lakshmi Kumari chundawat. Anya kahavat--Rajasthan Lok sahitya par sankalan ka karya komal kothari kar rahe hain|. Inhen nehru fellowship Pradhan ki ja chuki hai|murari das mission ne Rajasthani bhasha ka shabdkosh taiyar Kiya hai chander Singh ne kalidas ke natcon ka anuwad Rajasthani mein kiya hai jismein raghuvansh pramukh hai ananya lekhak bhi anuvad vah shod karya is sahitya mein kar rahe hain|. Www seo lucky blogspot.com
0 Coment:
Post a Comment