Islam dharm- doston main aaj aapko Islam dharm ke bare main batane ja raha hun mera blog per wwwseoluckyblogspot.com. Islam dharm ke sansthapak hazrat Mohammad sahab the hazrat Mohammed sahab ka janm 570 isvi mai makka mai pramukh kuresh Kabil mai huwa |unke pita Abdullah our Mata Amina thi unka lalan palan unke chacha Abu talib ne keya tha. Hazrat Muhammad sahab ko 610 isvi mai makka ke pass Hira namak ghufa main Gyan ki prapti Hui
24 September, 622 isvi ko pegemar ke makka se Madina ki yatra Islam jagat mein main Muslim sahmat (hizri sahmat )ke naam se Jana jata hai. Mohammad ki Shaadi 25 Waris ki avastha mein khedija namak vidhwa ke sath Hui. Mohammed ki putri ka naam Fatima av damad ka naam Ali hai devdut gabriel ne paigambar Mohammed sahab ko Quran arbi bhasha mein se prasiddh ki kuran Islam dharm ka pavitra granth hai yah hai pavitra granth 114 adhyayo mein beti Hui hai ismein 6360 padh hai paigambar Mohammed sahab ne kuran ki shikshao ka updesh Diya hazrat Mohammed sahab ki murtyu 8 jun 632 isvi ko Hui inhen Madina mein dafnaya Gaya Mohammed sahab ki mrutyu ke bad Islam Sunni tatha Siya namak do pantho mein vibhajit Ho Gaya. Suni unhen kahate Hain Jo Suna mein vishwas karte Hain Suna paigambar Mohammed sahab ke Kathano tatha karya ka vivaran hai Sia Ali ki shikshao mai vishwas karte hai tatha unhen Mohammed sahab ka nyaay sahmat uttaradhikari mante Hain Ali Mohammed sahab ke damad the. Ali ki 661 isvi mai hatya kar di gai Ali ke putra Hussain ki hatya 680 isvi mai karbala ( Irak ) namak sthan per kar di gai in dono hatya ne siya ko nishchit mat ka Roop de Diya. Paigambar Mohammed sahab ke uttaradhikari khalifa kahlae. Islam jagat mein khalifa pad 1924 isvi tek Raha | 1924 isvi mai is turki ke shasan mustfa Kamalpasha ne samapt Kar Diya IBN ishaq ne sarvpratham paigambar sahab ka jivan charitra likha Mohammad sahab paigambar ke janmdin per Eid- a -milad -un -nabi parv manaya jata hai Bharat mein sarvpratham Islam ka aagman Aerbo ke jariya huwa 712 isvi mai Aerbo ne Sind Jeet liya our sabse pahle Bharat ke ISI bag mein Islam ek Mehtav puran dharm banaa namaz ke dauran musalman makka ki taraf munh karke khade hote Hain Bharat se makka paschimi ki or padhta hai makka ki or ki disha ko Qibla kaha jata hai.
0 Coment:
Post a Comment