https://seoluckyblog.blogspot.com/

https://amzn.to/3iq1gfr

Wednesday, June 16, 2021

Pramukh sinchai vah Nadi ghati pariyojna

 Rajasthan ki pramukh Naire --.                               Dosto mai aaj apko mera blog seolucky blogspot .com per Rajasthan ki pramukh nere ke bare mein batane ja raha hun                                             


                                             gangner--bikaner ke tatkalin Maharaja Shri ganga Singh ne gang Nahar ka nirman karaya tha gang Nahar ka nirman San 1922. Se 1929 tek chala |ye nehra ferozepur (Punjab) ke nikat husniwala sthan se shatranj setlenj nedi se nikaali gai hai yah nehra Punjab rajya main dene ke bad khakan(ganganagar) ke pas bikaner mandal mein pravesh karti hai yah Rajasthan ke 4,430 varg kilometre kshetra mein bharti hai ye nehar shivpur, ganganagar, zorawarpur, padampur, Rai Singh nagar our swaroop sar hoti Hui anupgarh Tak jaati hai |iski aneek shakaye av up shakaye hai sampuran Gangnar ko ek fider channel dwara bikaner naer se joda gaya hai | feeder channel ka udgam style husnewala bevraj hai is pranali mein jalperwa 26 October 1927 ko Kiya Gaya|ganga mein Pani bikaner nere ke dant mein bane shivpur head ki madad se pauchaya jata hai bikaner nehra ke ofTate Bindu se 2720 kyu shak Pani gangner ko milta hai |1984 isvi mai 80 kimi lambi ek link candal ka nirman karya gaya hai is gangnher link  channel kahate Hain |iska udgam sthal lohagarh (haryana) hai ye channel Indira Gandhi mukhya se Jodi jayegi |                        bharatpur nehar--1906 isvi mai tatkalin bharatpur naresh ke paryaso se iska nirman hua tha |ye nehar paschimi yamuna se nikalne wali e Agra nehar ke 111 kimi ke pathar ke pass se nikaali gaye hai ye 28 kimi lambi hai ye nehar Rajasthan ke purvi bhago ko chitthi hai.      Gurgaow nehar--ye nehar yamuna nadi se okhla ke nikaat se nikaali gai hai |bharatpur jile ki Kama tahsil main jurra gaw ke pass se ye nehar Rajasthan mein parivesh karti hai |isase 28.20 hajar hactor shetra mein sinchai ki jaati hai                                                                                          seolucky blogspot.com 

0 Coment:

Post a Comment