murshid kuli Khan Swatantra shasek tha , parantu vah niyamit roop se mugal Badshah ko Rajeshv bhejta tha. Murshid kuli Khan ne apni rajdhani Dhaka se Murshidabad ( Bhagirathi nadi ke tat per ) sthanantarit ki | isne izardari padhta prarambh ki tatha karseko ko takabi riain ( kheti ke liye ye grim courage ) Pradhan Kiya iska uttaradhikari iska damad sujhavdin huwa 1740 i ke giriyak ke yuddh main sirf Raj Ko maarkar Bihar ke sar subedaar alivardi Khan Bangal ka nawab Bana isne Apne Sasan Kaal mein mangalo ko Rajeshve Dena band kar band ker deya iske Sasan kaal mein Bangal itna samriddhi Shali ban gaya ki Bangal ko Bharat ka swarg kaha jaane Laga iska uttaradhikari iska damad sirajuddaula huwa. 20 Jun,1756 isvi ko kalkothri ki trasadhi (black hole tragedy ) namak ghatna ghati is ghatna ke rachiyata zed hallvel ke anusar nawab sirajuddaula ne 20 Jun ki rat mai 145 angrej vyaktiyon ko ek chhoti si Kotri mein band kar diya tha. Agale din subah 146 mai se Keval 23 vyakti Jinda bacche the plasi ka yuddh 23 Jun,1757 isvi ko angrejon ke senapati Robert callive av Bangal ke nawab sirajuddaila ke bich huwa jismein nawab Apne senapati Mir jafar ki Dhokha dhadi karne ke Karan parajit hua angrejon ne Mir japer ko Bangal ka nawab banaya plasi ki ladai mein Mohan Lal av Mir madan ke Nartavye mein ek chhoti se Na nawab ke wafadar Rahi Mir madan ladte hue mara Gaya palasi Bhagirathi nadi ke kinare hai kelive ke hathon ki kathputli navab Mirzapur ko angrejon ne 1760 isvi mai hatakar uske damad Mir qasim ko Bangal ka nawab banaya Mir Qasim ne apni e rajdhani ko murshidabad se munger ( mugdalpur ) sthanantarit Kiya Bangal ke rajdhani ka karam -Dhaka, Murshidabad, av Munger baksar ka yuddh 1764 isvi mai angrejon av Mir Qasim Avadh ke nawab shujau daula av Mangal Samrat Sahe Alam ditiye ke bich huwa is yuddh mein bi angrej Vijay hue is Yudh mein angrej senapati hactor Munro tha www seo luckyblog.blogspot.com
Friday, July 2, 2021
Bharat per angrejon ka adhipatye
Bangal per angrejon ka adhipatye- doston main aaj aapko bangal per angrejon ka adhipatye- ke bare mein batane ja raha hu. Mughal samrajya ke antargat aane Wale parantu mein main Bangal sarvadhik sampan rajya tha samban Rajye tha
0 Coment:
Post a Comment