Krishi aadaan vah utpadan- doston aaj main aapko krishi nadan vah utpadan ke bare main batane ja raha hun mera block per . www.seoluckyblog.blogspot.com >Bhartiya krishi ab bhi mansun per hi nirbhar karti hai wares 2012 -13 pure Bharat ke kul fasal utpadan shetra main nevel sinchit shetra 33.9% tha sabse adhik sinchit shetra ke Drishti se 4 rajyon ka avrohi kram ( Ghatat karam mein hai - 1 Uttar Pradesh 2 Punjab 3 Tamil Nadu 4 Haryana.
> Sabse kam sinchit shetra pal wala rajya asam hai > kul chetrafal ke pratishat ki Drishti sarvadhik sinchit rajya Punjab ( 97.8% ) hai aur sarvadhik asinchit Rajye Mizoram ( 92.7% ) hai > nalkoop , Kuwa tatha Nehra dwara sinchit shetero ka shetrafal ke Aadhar per nimn karem hai - nalkoop-nehar-kuwa > nalkoop dowaras sarvadhik shetrafal ki sinchai Uttar Pradesh mein hoti hai > Desh ke adhiktar bhagon main Bhartiya marda mai boran,him,tamba,loha aadi Jaise sukhsam poshak tatwo ki kemhi dikhai deti hai ( lcar ) dwara kiye Gaye Shasye vigyan sambandhi parikshano ke anusar sukhsam poshak tatvon ki Anu purti karne Wale urvarak .3 se .6 tan Parti haktaiyer tek anaaj main atirikt upaj bada sakti hai > krishi varsh 2019-20 ke dauran Desh mein Pramukh krishi gat upajo ke Teesri agrim anuman krishi av Kisan Kalyan Mantralaya dowara 15 may 2020 ko gari e kiye Gaye in aankhdon ke anusar Desh mein kul khadan uttadan 295.67 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai yah yah purev varas 2018-19 ki tulna mein 10.46 million ton adhik hai ,> wares 2019-20 chawal ka utpadan 117.94 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 1.46 million ton adhik hai. > Wares 2019-20 gaon ka utpadan 107..18 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 3.58 million ton adhik hai > wares 2019-20 mote anaj ka utpadan 47.54 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 4.48 million ton adhik hai. >Wares 2019-20 daal ka kul utpadan 23.01 million ton anumanit hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein lagbhag 1 million ton adhik hai. >Wares 2019-20 tilhan ka kul utpadan 33.50 million ton anumanit hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 1.98 million tan adhik hai. >2019-20 ganne ka kul utpadan 358.54 million ton anumanit hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 46.88 million tan kam hai > wares 2019-20 kapas ka kul utpadan 36.05 million gant pratyek gant 170 kg anumanit hai jo purev wares 2018-19 ki tulna mein 8.01 milian gant adhik hai sarvpratham krishi kimat aayog ki sthapna 1965 mai ki gaye thi jis 1985 mai krishi lagat ve kimat aayog ka naam Diya Gaya.
0 Coment:
Post a Comment