Lok chitra kan-. Dosto main aaj aapko Lok chitra kan ke bare mein batane ja raha hun. Lok chitra kan- Rajasthani hastkala ke antargat lok shaili kapde atwa diwaron ke alkarin ke liye prayukt ki jaane wali fhird athva batik sali ki chitra kit kritiyon ki apni pahchan rahi hai ek lambe khareed ke roop mein chitra kit ki jaane wali Lok Kathao ko samet ye kalakarteeyan desi -videshi paryatako tatha kalla maramgyo mai Kafi lokpriya hai Rajasthan mai chitron ke madhyam se Katha kene ki ek vidha hai jis fad ya pand ka jata hai fad chitran kapde ya canvas per Kiya jata hai fad bachne wala samuday , Bhopa, kehlata hai fad ko Bhopa yugal milkar gate Hain.
Pichwai chitra bhi hastsilip ke antargat aajkal banaye ja rahe hain pichwai chitra jeene shrinath Ji ki pratima ke piche diwaron per lagaya jaane ke Karan pichwai chitra kalaane Lage inki mang bhi nirantar badhti ja rahi hai Rajasthan mein kapde par moum ki parat chadda Kar batik Sali ke chitra banaye jaate Hain ye chitra niji aawas grahon athva karyalayo ki diwaron ki saj- saja ke leye prayout kiye jaate Hain shasakiy star per Inka kariye vikray Rajasthan laghu udyog Nigam kar raha hai ate: Lok chitra Kan ke antargat banaye gaye chitron ki lokpriyata ke Karan ye hastshilp ke roop mein adhik viksit ho raha hai tatha kalakaron ke liye aajeevika ka ek sunischit sajan ban gaya hai. www.seoluckyblog.blogspot.com
0 Coment:
Post a Comment