Bole Pyar ki boli-. dosto main aaj aapko bole Pyar ki boli ke bare mein batane ja raha hun mera blog per www.seoluckyblog.blogspot.com.
Manushya hone ke naate aap ka kartavya hai ki aap aurunke sath sabhyata se pesh aaye, FIR vah aadami patni yah santan hi kyon nahin Ho aapki patni aapki ardagini hai , samman purvak aap use apne Ghar Leye Hain use bhi tum ne kahe salinta purvak vyavahar Karen | ho sake to apne bacchon ko bhi aap kahiye agar aap ghar mein aapki bhasha bolate Hain to Ghar mein sabhi aap aur saman ki bhasha bolenge our aap gher mai tu -tu ,mai -,mai " ki bhasha bolate Hain to gher ka har sadasya bhat chitra mein tu-tu mai-mai ka hi prayog karega hum itna mahan hona chahie ki naukar ke sath bhi ham samanpurvak bhasha ka prayog Karen are naukari karna to uski majburi hai Varna vah bhi tumhara Malik Ban sakta tha Mumbai mein ek bhikhari sadak ke kinare baitha tha |tabhi udhar se ek sampann vyakti nikala |bhikhari ne kaha, Mai -baap kuchh dijiye , use vyakti ne sujalakar kha , nitthale baith jaate Hain bheek mangna, bheek mange kahin ke thodi galiyan bhi de aur kaha Meri dukaan per aakar baith , kuchh kam kar 30 rupaye roj ke de dunga ,|bikari bola , sahab aap 30 rupaye ki baat karte Hain |aap meri dukaan per mere sath baith jao main aapko 60 rupaye roj ke dunga |ab sampann vyakti ka chehra dekhne layak tha |. Sabhi ko saman Dena sikho |vikari ko dene ke liye tumhare pass kuchh nahin hai to kem - se -kem prem bher do bol to bol sakte ho| prem ke mithe do bol tumhari do rotiyon SE bhi jyada mulyavan honge aap kisi ko Man nahin de sakte to kem se kem apman ki bhasha to mat dijiye |yad rakhe ek din apmanit usi ko hona hota hai jo dusron ko apmanit karta hai safal log apne vyavhar ko khushnuma our akarshak banane ka prayas karte Hain |mai kahana chahta hun our yahi prathna bhi karta hun ki bhale hi iswar hamare pravachan ki chammak ko kamjor kar de lekin hamari salinta ko kabhi hamesha ne Chenna |aisa Na Ho ki Koi sampann aaye to uske saman mein Galiche bicha de our garibi madhyam vargiya aaye to baithane ke liye bhi ne kahe | kam se kam santan ke dawar sabhi ke liye saman rup se khule rahane chahieye agar mandiro our santan ke dawar per bhi sanpan our nirdhan ki badeRekha bani rahegi to aam log dharam se dur hote jaenge |main Santo se nivedan karta Hun ki vah manavta ka samman Karen keval paise walon ke picelgu ne bane |paise Wala pareshan hoga to Tum per thoda Paisa kharch Kar dega ,per agar garib ko bhi person rakhoge to vah sarda se Bhera hua apna sab kuchh Tum per kurban Karne ko taiyar Ho jaega |Koi dawar to aisa Ho Jahan nirdhan ko bhi pura saman mile|sampann to Jahan jayega sammanit ho jaega , lekin hamare yavar ki Salinata aisi ho ki hamare dawar per agar koi garib , vidhwa viklang dukhi pidit vyakti jaaye to niraash hokar ne jaaiye
0 Coment:
Post a Comment