Apne prathmik samay mein kam Karen-. doston main aaj aapko Ho apne prathmik samay main kam karne ke bare mein batane ja raha hun. Mera blog per www.seoluckyblog.blogspot.com.
samay Hire, panne, Sona, chandi se bhi mahanga hai kyunki khoye hue Hire, panne, Sona, chandi ko wapas prapt Kiya ja sakta hai ,per Gaya hua samay wapas prapt nahin kiya ja sakta television per prathmik samay mein yani raat 8:00 baje se 10 baje tak vigyapan ki kimat sabse jyada hoti hai vigyapan uthane hi samay ka rahata hai, parantu uski kimat badh jaati hai|kimat badhane ka Karan sirf yah hota hai ki vah vigyapan prathmik samay mein prasarit kiya jata hai jismein isse jyada darshakon dwara dekha jata hai television ke prathmik samay ki avdharna se hame yah prerna- Sikh sakte hain aapke liye bhi din ke 24 ghante ek se nahin hote |din ke kisi khas samay aapke urja , vichar Shakti utsa our karya samta baki samay ki tulna mein adhik aati hai |yei aapka ka prathmik samay hai |jyadatar logon ke liye subah ka samay prathmik samay hota hai , jab vah bade- bade kam chutkiyo mein kar sakte hain |parantu dhyan Rahe, har vyakti ka prathmik samay alag- alag hota hai |kei logon ke liye raat ka samay prathmik samay ho sakta hai our keiyo ke leye dopahar ka aapka prathmik samay chahe subah ka Ho ho yaa raat ka , mahatvapuran bat is pahchana hai aaj ka prathmik samay kaun sa hai, ye pahchana isiliye jaruri hai , Taki aap apne samay ka sarveset upyog kar sake |apne sabse mahatvpurn ya rachnatmak kam ISI dauran Karen , tankki acchi tarah se our jaldi ho sake |apne prathmik samay mein chhut put kam to aap baki ke samay mein bhi kar sakte hain. Yadi aap subah ke samay jyada furtile , urjavan aur chust hote Hain , yani subah ka waqt aapka prathmik samay hai ,to aap ek taraf se sobhagyashali hai |agar aap do pair mein ek jabki Lele to aap ek din mein do subah prapt kar sakte hain |dopahar ki jabki ke baad aap lagbhag utne hi furtile , urjavan our chust ho sakte hain , jitne ki subah the aksar is baat ko najar andaaz kar diya jata hai ki matra aur gunvatta mein koi sidha sambandh nahin hota |Kai bar to 1 ghante mein hi utna kuch ho Jata hai ,jo aam taur par ek din mein nahin Ho pata |yad rakhe samay ki matra ke bajai uski sadanta our gunvatta jyada Mehtavpuran hai kam ke lambe ghante Mehtavpuran nahin hai , mahatvpurn baat yahi hai ki vah thos aur sadan Ho |ISI ko angreji mein kavvali ti time kaha jata hai dhayan rakhe , vah vyakti jyada safal nahin hota , Jo din mein 8 ghante kam karne ka lakshya banata hai , jyada safal to vah vyakti hota hai , Jo din mein 8-9 kam karne ka lakshya banata hai |donon mein Fark sirf itna hai ki pahla vyakti samay ki matra ko mahatva deta hai our dusra samay ki gunvatta ko...our isi se unki safalta mein jabardast Fark padta hai
0 Coment:
Post a Comment