Sofia Suraj ko apna andhera- dosto main aaj aapko Sofia Suraj ko apna andhera ke bare mai betane ja rha hu mera blog per - www.seoluckyblog.blogspot.com
aap apne vyavhar ko batre banae our iske liye jaruri hai ki aap apne a vicharon ko behtar banaye |vichar aur vyavhar ka santulan hona chahieye |jab bhi kisi se Mel hinta ka bhav ne rakhe, ne hi hin -bhavna ke vichar vyakt Karen |main logon ko kateya paya hai theek hai hi yaar ji rhe hai , theek hai bhaiya waqt Kat rahe hai , Kya Karen jaise taise roti ka jugad ho raha hai , are bhaiya kya bataiye kismat hi kharab hai , are kaisi kismat futi Jo is ourat se Meri Shaadi Hui pata nahin, vyakti kaisi- kaisi viprit hai, tippani apni kismat aur apne bare mein karta raha hai |yad rakhiye, Suraj ki Kiran keval aapki parchhaiyan banane ke liye nahin hai , Jo Suraj ki kirno se apni chhaya our parchhai dekhta reh jata hai uske liye Suraj vryeat hai our jo Suraj ki Kiran ka upyog jivan ke prakash ke liye karta hai uske liye hi Suraj sarthak hai |Roshan kijiye Suraj ki kirno se apne jivan ko byavar mein netaon akad dikhaiye our ne hi hinta |jab tak vyakti Man ka nirdhan hota hai tab tak apni dhan ki seki badarta rahata hai our jab tek agyani hota hai teb tek apne aap ko gyani manta hai , jise apne aGyan ka bojh ho jaaye vahi vastav mein gyani ho jata hai yad rakhe jisse apne jivan mein apar sampannta pane ke bad bhi sampannta ka anchor nahin hota wahi mahan vyakti hai , aakash ko dekho to tumhen prerna milegi ki ek din tumhen upar uthana hai kaisa anchor ,our jameen ko dekho to tumhen prerna milegi ki ek din tumhen jameen mein Sama jana hai ,fir kaisa ahankar , jab bhi kisi se Milo sajda, saralta our sadetyata se Milo |Badavah nahin jo sampann hai ya badi badi- baat karta hai , aurunse aise Milo ki hamara kisi se Milana yadgar Ban jaaye |hamare vyavhar mein itni Vinnmberta our shalinta to honi hi chahieye ki doosron ke dwara khud ko Man diye jaane per Ham bhi uske Man ka samman kar sake saman dekhkar saman le-. yad rakhe jeewan mein man pahne ke liye nahin Dene ke liye hota hai |isase auron ko dekh kar khush hoye jivan mein samman pane ki koshish Na Karen vahi apmanit hota hai jiske bhitar saman pane ki aakashnta nhi hai vah kabhi apmanit nahin ho sakta aap kitne bhi mahan kyon ne Ho, lekin chhote- se- chhote vyakti ka bhi maan karna sikhe |agar aap kisi meeting mein baithe Hain our ek adna sa -vyakti jo ne to sampann hai, ne kisi sanstha ya sangathan ka adhyaksh yah mantri hai , lekin vah vilom se pahuncha hai to aapka kartavya hai ki aap khade hokar uska saman Karen |aisa karke aap savyesammanit honge jo bhi aapke dwar par aaye use saman de , FIR chahe vah aap ka shatru bhi kyon nahin Ho
0 Coment:
Post a Comment