Bahar-bhitar bane abbade. dosto mai aaj apko betane ja rha hu bahar-bhitar bane abbade ke bare mai our mera blog www.seoluckyblog.blogspot.com
Ham dekhen ki hamara vyavhar kaisa hai |ek bar Atmavlokan ker le ki hamara vyavhar hamara vichar , hamari soch, hamara uttaran , jivan inmein kahi bad rakha to nahin hai ek bar dekh le ki hamari hansi ke bhitar Koi kuttileta to nahin hai |hamari muskan mein main kahin kartiMamta to nahin hai hamari mitrata mein Koi satta han ki soch to nahin hai |ek bar jarur apne mai Jack le kyunki aadami barse apne aapko jitna achha dikhta hai, jaruri hai ki vah bhi tarse ussese doguna achcha Ho, duniya ka ek mashhur tower hai Calgary, uski unchai 190 metre our vajan hai 10800 so tan |loha aur jameen ke bhitari hise mein 6000 ton se adhik loha Laga hai |kisi bhi tower ki majbooti ke liye jaruri hai ki vah jitna bar dikhta hai usse adhik bhitar Ho aur aadami ke shreshth vyavhar ke leye jaruri hai ki jitna uska achcha vyavhar Bahar Ho utna hi achcha vyavhar bhitar bhi ho ne bane kagaj ke phool. Khokhli jhadu ko lekar agar koi ped apne aap ko soubhagyayukt samajikta he to yah Shobha sigar hi samapt ho jaane wali hai | vyakti jaisa apne aapko bahar se dikhta hai hai uska niji aur aur antarin jivan 60 pratishat Ho aapane dekha hoga ki Pani se bhare drum mein agar Ham barf ki shila dalte Hain to uska 90 pratishat bhag pani ke bhitar rehta hai our 10 pratishat bar |vai Hawa se bhara gubbara Pani mai chhoda jaaye to uska 10 pratishat bhag Pani ko chhuta hai our 90 pratishat bar rehta hai |vyakti ko apna vyavhar baraf ki shila ki tarah rakhna chahieye |jitna shreshth savaiya ko vyavhar mein dikhayen usse jyada shreshth bhitar se hona chahieye |yai hai jivan ka rahasya jo log apne jivan ko behtar tarike se jina Sikh lete Hain , Bahar aur bhitar se jivan ko ek rup banate hue jivan ki mahantao ko atom shant kar lete hain vah baraf ki tarah hote Hain vah 10 pratishat to Bahar ki tarahf dikhte Hain our 90 pratishat bhitar se acche hote Hain , lekin kuchh log karteam jindagi jiya karte Hain -plastic aur kagaj ke phoolon ki tarah jo dekhne mein to ATI Sundar lagte Hain , lekin sugan naddared rahti hai aise log bahar se apne aap ko 90 pratishat achcha dikkate hai per bhitar 10 pratishat nahin hote Juthi muskan ,karteam hansi kisi salesman ki tare |jaise salesman ko pershikshak Kiya jata hai ki kaise grahkaun ke aane per uune madhur vyavhar karte hue samjhaya pataya jaaye ki vah showroom se Khali hath wapas na ja sake |aise hi log kartiMamta ode rahte hain |salesman ka uddeshy kisi ki Seva nahin hai business hai
0 Coment:
Post a Comment