bismarak Germany ka ekikaran parsha ke nartaiya mai chahta tha villian ko German sangh ke samrat ka Taj 8 February 1871 isvi mai pahenaya Gaya bismarak ko sabse adhik bheye Faras se tha Germany mein rashtriyta ka sandesh vahak nepolian bona part ko Mana jata hai. Germany ke arthik rashtravad ka pita friend Rick list ko Mana jata hai. Germany rashtriy Sabha ko diet ke naam se Jana jata tha yah Frankfart mai hoti thi. 1815 isvi se 1850 isvi ke bich German samrajya par Austriya ka adhipatya tha Austriya ka chancelar metarnikh tha ekhi kart German rashtra ke nirman mein raat, Bombar, lasar ityadi darshnik kaun ne Mehtavpuran bhumika nibhai Frankfart savidhan sabha ka gathan mey 1848 isvi mai keya geya William pratham ke shasan kal mein parsha ka raksha mantri vahan run av senapati vahan malltak tha 23 September 1862 isvi ko bismarak parsha ka chancellor banna bismarak ka Janam 1 April 1815 isvi ko burdenburg mai huwa tha. William pratham ne bismarak ko baazigar kaha tha sarjova ke yuddh mein 1866 isvi mai Austriya ne parsha ke aage aatmsamarpan Kar Diya 23 August 1866 isvi ke parag sandhi ke tet Austriya German Sang main shamil hua France av porsha ke bich sedan ka yudh 15 Julay 1870 isvi ko huwa Napoleon tritiya ne parsha ke aage 1 September 1870 isvi ko atamsamparpan keya bismarak ne Germany ke samrat William pratham ka RajyAbhishek varshai ke raj Mahal mein kiya freakfrient ki sandhi 10 1871 isvi ko France our parsha ke bich Hui Sudan ke yuddh ke bad Germany ka ekikaran sambhav Ho saka https://amzn.to/3iq1gfr
Friday, July 30, 2021
Germany ka ekikaran
bismarak Germany ka ekikaran parsha ke nartaiya mai chahta tha villian ko German sangh ke samrat ka Taj 8 February 1871 isvi mai pahenaya Gaya bismarak ko sabse adhik bheye Faras se tha Germany mein rashtriyta ka sandesh vahak nepolian bona part ko Mana jata hai. Germany ke arthik rashtravad ka pita friend Rick list ko Mana jata hai. Germany rashtriy Sabha ko diet ke naam se Jana jata tha yah Frankfart mai hoti thi. 1815 isvi se 1850 isvi ke bich German samrajya par Austriya ka adhipatya tha Austriya ka chancelar metarnikh tha ekhi kart German rashtra ke nirman mein raat, Bombar, lasar ityadi darshnik kaun ne Mehtavpuran bhumika nibhai Frankfart savidhan sabha ka gathan mey 1848 isvi mai keya geya William pratham ke shasan kal mein parsha ka raksha mantri vahan run av senapati vahan malltak tha 23 September 1862 isvi ko bismarak parsha ka chancellor banna bismarak ka Janam 1 April 1815 isvi ko burdenburg mai huwa tha. William pratham ne bismarak ko baazigar kaha tha sarjova ke yuddh mein 1866 isvi mai Austriya ne parsha ke aage aatmsamarpan Kar Diya 23 August 1866 isvi ke parag sandhi ke tet Austriya German Sang main shamil hua France av porsha ke bich sedan ka yudh 15 Julay 1870 isvi ko huwa Napoleon tritiya ne parsha ke aage 1 September 1870 isvi ko atamsamparpan keya bismarak ne Germany ke samrat William pratham ka RajyAbhishek varshai ke raj Mahal mein kiya freakfrient ki sandhi 10 1871 isvi ko France our parsha ke bich Hui Sudan ke yuddh ke bad Germany ka ekikaran sambhav Ho saka https://amzn.to/3iq1gfr
Friday, July 23, 2021
Italy ka ekikaran
> 1871 isvi mai rom ko sanyukt Italy ka rajdhani ghoshit Kiya Gaya. > Yadi samaj mein kranti Lani ho to kranti ka nutrabay NAVyuvako ke hath mein de do ,, ye kathan Joseph magini ka hai. > Italy ka ekikaran 1871 isvi mai ccount kavur ne keya |. > Italy ki ekta ka janmdata Napoleon tha.
Tuesday, July 20, 2021
Maragvan av jantualiye
2. Sajjangard margvan( Jaipur) -udaipur se char Kimi dur sajjangard durge ki talhati mein 1.5 varg kilometre shetra mein san 1984 mai ye maragVan viksit Kiya gaya tha ya chital margaon ka bahulya hai 3. Marcia safari Park ( Jodhpur ) san 1985 mai jodhpur se 5 kilometre dur khilaune ke Sameep 600 hekter shetrafal mein is maragVan ko viksit Kiya gaya hai ya cin Cara , Kala hiran, nilgai, bhediya, langoor, Maru billi, av vividh prakar ke pakshi dekar ja sakte hain 4. Sanjay udan margvan , sahPura( Jaipur) - shahpura ke nikat 10 hekter shetrafal mein ye maragvan viksit Kiya gaya hai ya nilgai, cheetal, chinkara aadi jantu paye jaate Hain 5. Pushkar maragvan (ajmer) pushkar ke pass prachin panch kund ke chhote pahadi shetra mein ye margvan san 1985 mai viksit Kiya gaya hai. 6. Ashok vihar mragvan ( Jaipur ) -Jaipur ke madhya mein 12.2 hekter shetra mein yah Margvan viksit Kiya gaya hai pramukh jantu aliye nimn hai 1 . Jaipur jantu aliye- san 1876 mai Jaipur riyasat dwara perkote se Bahar Ram niwas bagh mein jhantuailye sthapna ki Gai thi 2. Kota Jantuailye- iski sthapna San 1954 main ki Gai thi. 3. Bikaner Jantuailye- ye san 1922 mai sthapit Kiya gaya tha. 4. Jodhpur Jantuailye- ye Jantuailye Rajasthan ke rajya pakshi godawan ke ka team prajanan Kendra ke Roop mein wicket hai iski sthapna San 1936 mai ki gai thi 5. Udaipur Jantuailye- iski sthapna San 1878 mai ki gai thi.
Saturday, July 17, 2021
Niti aayog ka 3 varshiy karya
bhag 1 iske antargat ek ataye madhyam avadhi rajkoshiya dance ki ruprekha Ko prastut Kiya gaya hai |ismein uplabdh sansadhanon ke bare mein anuman lagakar bhavishya mein arthik Vikas ke Lakshya ka nirdharan Kiya jaega ISI ke sath sath ismein ardh vyavastha ke mahatvpurn seTroo per kiye jaane wale vah awantan ka varnan Kiya gaya hai bhag 2- arthvyavastha ke mahatvpurn shetron , yetta krishi setar audyogik shetra seva , Kshetra mein kiye jaane wale Parivartano av Rani tiyon ka varnan Kiya gaya hai krishi shetra mein Vikas hetu kya-kya Rani tiyan banae jaaye jeense kisanon ki I ko 2022 tek doGuna Kiya ja sake audyogik Kshetra av sewa shetra mein uchch utpadakta wale rojgar ke avsar unka sarjan karna hai bhag 3 iske antargat shetriya Vikas ki ruprekha ke bare mein charcha ki gai hai iske antargat shayari Vikas , gramin Vikas tatha shetra Vishesh ke Vikas hetu Ranitiyan banai gai hai inmein kisi setera Vishesh ki samasyaon ka Samadhan karke sabhi shetron ka saman Vikas karne ka prayas Kiya jaega bhag 4 :is bhag mai Vikas ke samarthano /vahKaun ki bat ki gaye hai ye krishi shetra audyogik setar av seva shetra ke teerav Vikas mein aham bhumika nibha sakte hai inmein Shamil hai -parivahan AV sanchar pranali , digital connecttv , sarvjanik niji sabre Geeta urja , vigyan AVN praudyogiki , navachar av udham silta. Bhag 5: ye bhag Sarkar se sambandhit hai , jismein nitiyon ke Nirman av kiria Naveen per Bal Diya gaya hai ismein sushasan ,ker pranali pratiyogita av vidhi ka shasan aadi ko Shamil Kiya gaya hai. bhag 6 : ismein samajik shetra ki charcha ki gai hai , jismein swasthya Shiksha our Kaushal Vikas tatha ek beter samaj ke Nirman per bal diya gaya hai ye setar logon ke behtar jivan star se sambandhit hai av ek behtar utpadak shram Shakti ke Vikas per bal deta hai , jise thiruva arthik Vikas prapt Kiya ja sake bhag 7 : is bhag mai Vikas ke sevniye hone per bal deya gaya hai iske antargat paryavaran Suraksha av vanon ke antargat shetra mein vardi karne par bal Diya gaya hai av is bat per bhi Dhyan Diya gaya hai ki kis parkar ham Apne jalsansadhan ka Kushaltem perband kar sakte hain.
Krishi adhan vah utpadan
Krishi aadaan vah utpadan- doston aaj main aapko krishi nadan vah utpadan ke bare main batane ja raha hun mera block per . www.seoluckyblog.blogspot.com >Bhartiya krishi ab bhi mansun per hi nirbhar karti hai wares 2012 -13 pure Bharat ke kul fasal utpadan shetra main nevel sinchit shetra 33.9% tha sabse adhik sinchit shetra ke Drishti se 4 rajyon ka avrohi kram ( Ghatat karam mein hai - 1 Uttar Pradesh 2 Punjab 3 Tamil Nadu 4 Haryana.
> Sabse kam sinchit shetra pal wala rajya asam hai > kul chetrafal ke pratishat ki Drishti sarvadhik sinchit rajya Punjab ( 97.8% ) hai aur sarvadhik asinchit Rajye Mizoram ( 92.7% ) hai > nalkoop , Kuwa tatha Nehra dwara sinchit shetero ka shetrafal ke Aadhar per nimn karem hai - nalkoop-nehar-kuwa > nalkoop dowaras sarvadhik shetrafal ki sinchai Uttar Pradesh mein hoti hai > Desh ke adhiktar bhagon main Bhartiya marda mai boran,him,tamba,loha aadi Jaise sukhsam poshak tatwo ki kemhi dikhai deti hai ( lcar ) dwara kiye Gaye Shasye vigyan sambandhi parikshano ke anusar sukhsam poshak tatvon ki Anu purti karne Wale urvarak .3 se .6 tan Parti haktaiyer tek anaaj main atirikt upaj bada sakti hai > krishi varsh 2019-20 ke dauran Desh mein Pramukh krishi gat upajo ke Teesri agrim anuman krishi av Kisan Kalyan Mantralaya dowara 15 may 2020 ko gari e kiye Gaye in aankhdon ke anusar Desh mein kul khadan uttadan 295.67 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai yah yah purev varas 2018-19 ki tulna mein 10.46 million ton adhik hai ,> wares 2019-20 chawal ka utpadan 117.94 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 1.46 million ton adhik hai. > Wares 2019-20 gaon ka utpadan 107..18 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 3.58 million ton adhik hai > wares 2019-20 mote anaj ka utpadan 47.54 million ton hone ka anuman lagaya gaya hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 4.48 million ton adhik hai. >Wares 2019-20 daal ka kul utpadan 23.01 million ton anumanit hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein lagbhag 1 million ton adhik hai. >Wares 2019-20 tilhan ka kul utpadan 33.50 million ton anumanit hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 1.98 million tan adhik hai. >2019-20 ganne ka kul utpadan 358.54 million ton anumanit hai ye purev wares 2018-19 ki tulna mein 46.88 million tan kam hai > wares 2019-20 kapas ka kul utpadan 36.05 million gant pratyek gant 170 kg anumanit hai jo purev wares 2018-19 ki tulna mein 8.01 milian gant adhik hai sarvpratham krishi kimat aayog ki sthapna 1965 mai ki gaye thi jis 1985 mai krishi lagat ve kimat aayog ka naam Diya Gaya.
Friday, July 16, 2021
Bhartiya sanvidhan ke videshi srot
1 sanyukt rajya America : prastavana maulik adhikar, nyayik punaraavlokan , sanvidhan ki swachata , nyaypalika ki swatantrata nirvachit rashtrapati av us per mahabhiyog , uprashtrapati, uchhtam av nyayalaya ke nyayadhisho ko hatane ki vidhi av vittiya aapat|. 2 Britain,: sansadatmak shasan pranali, ekal nagrikta av vidhi nirman prakriya vidhi ka shasan sansdhdiye vishesh adhikar mantrimandal pranali, parmar adhikar lekh aur aur dishdhanyvad 3 Ireland : Niti nirdeshak sidhant , rashtrapati ke nirvachak mandal ki vyavastha, rashtrapati dwara rajya Sabha mein sahitya Kala vigyan vah samaj Seva ityadi ke sheter mein khyatiprap vyaktiyon ka ManoNayan 4 Australia : prastavana ki bhasha, samvarti suchi ka pravdhan , Kendra rajya ke bich sambandh tatha shaktiyon ka vibhajan sansad ke dono sadno ki sanyukt baithak, vyapar Vani Jay aur samagam ki swatantrata 5 Germany : aapatkal ke parvaton ke dauran rashtapati ko maulik adhikar sambandhi shaktiyan 6 Canada : sagatMak visheshtaen , avshisht shaktiyan Kendra ke pass rajyapal ki niyukti vishyak prakriya , sangh rajya ke bich Shakti vibhajan av sarvoch nyayalaya ka baramasi nai nirmaya 7 dakshini Africa : sanvidhan sanshodhan ki prakriya ka pravdhan rajyasabha ke sadasyon ka nirvachan 8 Rus : maulik kartavya ka pravdhan 9 Japan : vidhi dwara sthapit prakriya 10 france : ganittantratmak our prastavana mein swatantrata samanta our badauta ke aadarsh bhartiya sanvidhan ke anek desi aur videshi srot hai lekin bhartiya sanvidhan per sabse adhik prabhav bhartiya shasan adhiniyam 1935 ka hai bhartiya sanvidhan ke 395 anuchedo mein se lagbhag 250 anuchchhed essay hai jo 1935 isvi ke adhiniyam se ya to shabd Le liye gaye hai ya FIR unme bahut thoda parivartan ke shat liya gaya hai www.seoluckyblog.blogspot.com
Thursday, July 15, 2021
Rajasthan mein sahkari shetra mein pramukh audyogik ikaiya
Rajasthan mein pashu sansadhan. Rajasthan pashudhan ki drishti se capy sampann hai |Bharat ke kul pashudhan ka lagbhag 11.2 pratishat Rajasthan mein paya jata hai |pashudhan ka yahan ki krishi Pradhan ardhvyavastha mein mahatvpurn sthan hai rajya mein shetrafal ki drishti se pashudhan ka ausat ganeteve 159 prati varg kilometre hai rajye ke pashudhan shetriya vitran rajye mai paye jaane wale vividh naslon ke pashudhan ke aadhar per use 10 shatro mein vibhajit Kiya ja sakta hai uttari paschimi shetra mein rathi dakshin paschim shetra mein sanchori , kankrej paschim shetra mein tharparkar , uttari Neri sinchit bhubhag haryana rathi murra madhyavarti shetra mein nagauri aur uttari purvi our purvi shetra mein mukhyet ,: haryana nasl ke pashu milte Hain ISI prakar mewat Pradesh mein mewati haryana aur murra ( rutpardes ) Punjab se alwar bharatpur vah dholpur ka paschimi bhag main ret av murra , dakshini av dakshin purvi shetra mein malvi our dakshini purvi madhyavarti shaitra mein gir nasl ke pashuon ki Bahu ulta hai ukt nasalon ki gay AV beshon ke vikas ke leye gram aadhar yojana Gopal karykram ekhi karte pashu vikas karykram desi go nasl sudhar karykram ke allova asav sukar aur bakri vikas karykram sanchalit hai rajya mein mitti ki prakriti , tapkram AV varsha ke aadhar per Rajasthan ke do pashu pradeshon mein vibhakt Kiya ja sakta hai 1 uttari paschimi bhag 2 dakshini purvi bhag 1 uttari paschimi bhag -rajye ka aadesh se bhi adhik shetra aravali parvat ke uttari paschimi bhag mein faila hua hai |yah ki bhumi rahtili hai tatha yahan per pani ka visham vitran hai yahan par varsha Ritu mein ugane wali jatiyan our ghas hi pashuon ke liye mukhiya chara hota hai is shetra mein rajye ke uttam chaupaiye , bhed bakriya tatha unt pale jaate Hain 2 dakshin purvi bhag- dakshin purvi bhag rajya mein aravali parvat ke purv tatha dakshin mein faila hua hai yahan uchch tapkram varsha meethi tatha vanaspati mein vividhta Pai jaati hai is shetra mein chaupai , bakriyan tatha bhains Pali jaati hai www.seoluckyblog.blogspot.com
Wednesday, July 14, 2021
SofiaSurajkoapnaandhera
aap apne vyavhar ko batre banae our iske liye jaruri hai ki aap apne a vicharon ko behtar banaye |vichar aur vyavhar ka santulan hona chahieye |jab bhi kisi se Mel hinta ka bhav ne rakhe, ne hi hin -bhavna ke vichar vyakt Karen |main logon ko kateya paya hai theek hai hi yaar ji rhe hai , theek hai bhaiya waqt Kat rahe hai , Kya Karen jaise taise roti ka jugad ho raha hai , are bhaiya kya bataiye kismat hi kharab hai , are kaisi kismat futi Jo is ourat se Meri Shaadi Hui pata nahin, vyakti kaisi- kaisi viprit hai, tippani apni kismat aur apne bare mein karta raha hai |yad rakhiye, Suraj ki Kiran keval aapki parchhaiyan banane ke liye nahin hai , Jo Suraj ki kirno se apni chhaya our parchhai dekhta reh jata hai uske liye Suraj vryeat hai our jo Suraj ki Kiran ka upyog jivan ke prakash ke liye karta hai uske liye hi Suraj sarthak hai |Roshan kijiye Suraj ki kirno se apne jivan ko byavar mein netaon akad dikhaiye our ne hi hinta |jab tak vyakti Man ka nirdhan hota hai tab tak apni dhan ki seki badarta rahata hai our jab tek agyani hota hai teb tek apne aap ko gyani manta hai , jise apne aGyan ka bojh ho jaaye vahi vastav mein gyani ho jata hai yad rakhe jisse apne jivan mein apar sampannta pane ke bad bhi sampannta ka anchor nahin hota wahi mahan vyakti hai , aakash ko dekho to tumhen prerna milegi ki ek din tumhen upar uthana hai kaisa anchor ,our jameen ko dekho to tumhen prerna milegi ki ek din tumhen jameen mein Sama jana hai ,fir kaisa ahankar , jab bhi kisi se Milo sajda, saralta our sadetyata se Milo |Badavah nahin jo sampann hai ya badi badi- baat karta hai , aurunse aise Milo ki hamara kisi se Milana yadgar Ban jaaye |hamare vyavhar mein itni Vinnmberta our shalinta to honi hi chahieye ki doosron ke dwara khud ko Man diye jaane per Ham bhi uske Man ka samman kar sake saman dekhkar saman le-. yad rakhe jeewan mein man pahne ke liye nahin Dene ke liye hota hai |isase auron ko dekh kar khush hoye jivan mein samman pane ki koshish Na Karen vahi apmanit hota hai jiske bhitar saman pane ki aakashnta nhi hai vah kabhi apmanit nahin ho sakta aap kitne bhi mahan kyon ne Ho, lekin chhote- se- chhote vyakti ka bhi maan karna sikhe |agar aap kisi meeting mein baithe Hain our ek adna sa -vyakti jo ne to sampann hai, ne kisi sanstha ya sangathan ka adhyaksh yah mantri hai , lekin vah vilom se pahuncha hai to aapka kartavya hai ki aap khade hokar uska saman Karen |aisa karke aap savyesammanit honge jo bhi aapke dwar par aaye use saman de , FIR chahe vah aap ka shatru bhi kyon nahin Ho
Tuesday, July 13, 2021
Bahar-bhitar bane abbahde
Ham dekhen ki hamara vyavhar kaisa hai |ek bar Atmavlokan ker le ki hamara vyavhar hamara vichar , hamari soch, hamara uttaran , jivan inmein kahi bad rakha to nahin hai ek bar dekh le ki hamari hansi ke bhitar Koi kuttileta to nahin hai |hamari muskan mein main kahin kartiMamta to nahin hai hamari mitrata mein Koi satta han ki soch to nahin hai |ek bar jarur apne mai Jack le kyunki aadami barse apne aapko jitna achha dikhta hai, jaruri hai ki vah bhi tarse ussese doguna achcha Ho, duniya ka ek mashhur tower hai Calgary, uski unchai 190 metre our vajan hai 10800 so tan |loha aur jameen ke bhitari hise mein 6000 ton se adhik loha Laga hai |kisi bhi tower ki majbooti ke liye jaruri hai ki vah jitna bar dikhta hai usse adhik bhitar Ho aur aadami ke shreshth vyavhar ke leye jaruri hai ki jitna uska achcha vyavhar Bahar Ho utna hi achcha vyavhar bhitar bhi ho ne bane kagaj ke phool. Khokhli jhadu ko lekar agar koi ped apne aap ko soubhagyayukt samajikta he to yah Shobha sigar hi samapt ho jaane wali hai | vyakti jaisa apne aapko bahar se dikhta hai hai uska niji aur aur antarin jivan 60 pratishat Ho aapane dekha hoga ki Pani se bhare drum mein agar Ham barf ki shila dalte Hain to uska 90 pratishat bhag pani ke bhitar rehta hai our 10 pratishat bar |vai Hawa se bhara gubbara Pani mai chhoda jaaye to uska 10 pratishat bhag Pani ko chhuta hai our 90 pratishat bar rehta hai |vyakti ko apna vyavhar baraf ki shila ki tarah rakhna chahieye |jitna shreshth savaiya ko vyavhar mein dikhayen usse jyada shreshth bhitar se hona chahieye |yai hai jivan ka rahasya jo log apne jivan ko behtar tarike se jina Sikh lete Hain , Bahar aur bhitar se jivan ko ek rup banate hue jivan ki mahantao ko atom shant kar lete hain vah baraf ki tarah hote Hain vah 10 pratishat to Bahar ki tarahf dikhte Hain our 90 pratishat bhitar se acche hote Hain , lekin kuchh log karteam jindagi jiya karte Hain -plastic aur kagaj ke phoolon ki tarah jo dekhne mein to ATI Sundar lagte Hain , lekin sugan naddared rahti hai aise log bahar se apne aap ko 90 pratishat achcha dikkate hai per bhitar 10 pratishat nahin hote Juthi muskan ,karteam hansi kisi salesman ki tare |jaise salesman ko pershikshak Kiya jata hai ki kaise grahkaun ke aane per uune madhur vyavhar karte hue samjhaya pataya jaaye ki vah showroom se Khali hath wapas na ja sake |aise hi log kartiMamta ode rahte hain |salesman ka uddeshy kisi ki Seva nahin hai business hai
Monday, July 12, 2021
Apne prathmik samay mein kam Karen
samay Hire, panne, Sona, chandi se bhi mahanga hai kyunki khoye hue Hire, panne, Sona, chandi ko wapas prapt Kiya ja sakta hai ,per Gaya hua samay wapas prapt nahin kiya ja sakta television per prathmik samay mein yani raat 8:00 baje se 10 baje tak vigyapan ki kimat sabse jyada hoti hai vigyapan uthane hi samay ka rahata hai, parantu uski kimat badh jaati hai|kimat badhane ka Karan sirf yah hota hai ki vah vigyapan prathmik samay mein prasarit kiya jata hai jismein isse jyada darshakon dwara dekha jata hai television ke prathmik samay ki avdharna se hame yah prerna- Sikh sakte hain aapke liye bhi din ke 24 ghante ek se nahin hote |din ke kisi khas samay aapke urja , vichar Shakti utsa our karya samta baki samay ki tulna mein adhik aati hai |yei aapka ka prathmik samay hai |jyadatar logon ke liye subah ka samay prathmik samay hota hai , jab vah bade- bade kam chutkiyo mein kar sakte hain |parantu dhyan Rahe, har vyakti ka prathmik samay alag- alag hota hai |kei logon ke liye raat ka samay prathmik samay ho sakta hai our keiyo ke leye dopahar ka aapka prathmik samay chahe subah ka Ho ho yaa raat ka , mahatvapuran bat is pahchana hai aaj ka prathmik samay kaun sa hai, ye pahchana isiliye jaruri hai , Taki aap apne samay ka sarveset upyog kar sake |apne sabse mahatvpurn ya rachnatmak kam ISI dauran Karen , tankki acchi tarah se our jaldi ho sake |apne prathmik samay mein chhut put kam to aap baki ke samay mein bhi kar sakte hain. Yadi aap subah ke samay jyada furtile , urjavan aur chust hote Hain , yani subah ka waqt aapka prathmik samay hai ,to aap ek taraf se sobhagyashali hai |agar aap do pair mein ek jabki Lele to aap ek din mein do subah prapt kar sakte hain |dopahar ki jabki ke baad aap lagbhag utne hi furtile , urjavan our chust ho sakte hain , jitne ki subah the aksar is baat ko najar andaaz kar diya jata hai ki matra aur gunvatta mein koi sidha sambandh nahin hota |Kai bar to 1 ghante mein hi utna kuch ho Jata hai ,jo aam taur par ek din mein nahin Ho pata |yad rakhe samay ki matra ke bajai uski sadanta our gunvatta jyada Mehtavpuran hai kam ke lambe ghante Mehtavpuran nahin hai , mahatvpurn baat yahi hai ki vah thos aur sadan Ho |ISI ko angreji mein kavvali ti time kaha jata hai dhayan rakhe , vah vyakti jyada safal nahin hota , Jo din mein 8 ghante kam karne ka lakshya banata hai , jyada safal to vah vyakti hota hai , Jo din mein 8-9 kam karne ka lakshya banata hai |donon mein Fark sirf itna hai ki pahla vyakti samay ki matra ko mahatva deta hai our dusra samay ki gunvatta ko...our isi se unki safalta mein jabardast Fark padta hai
Sunday, July 11, 2021
Bole Pyar ki boli
Manushya hone ke naate aap ka kartavya hai ki aap aurunke sath sabhyata se pesh aaye, FIR vah aadami patni yah santan hi kyon nahin Ho aapki patni aapki ardagini hai , samman purvak aap use apne Ghar Leye Hain use bhi tum ne kahe salinta purvak vyavahar Karen | ho sake to apne bacchon ko bhi aap kahiye agar aap ghar mein aapki bhasha bolate Hain to Ghar mein sabhi aap aur saman ki bhasha bolenge our aap gher mai tu -tu ,mai -,mai " ki bhasha bolate Hain to gher ka har sadasya bhat chitra mein tu-tu mai-mai ka hi prayog karega hum itna mahan hona chahie ki naukar ke sath bhi ham samanpurvak bhasha ka prayog Karen are naukari karna to uski majburi hai Varna vah bhi tumhara Malik Ban sakta tha Mumbai mein ek bhikhari sadak ke kinare baitha tha |tabhi udhar se ek sampann vyakti nikala |bhikhari ne kaha, Mai -baap kuchh dijiye , use vyakti ne sujalakar kha , nitthale baith jaate Hain bheek mangna, bheek mange kahin ke thodi galiyan bhi de aur kaha Meri dukaan per aakar baith , kuchh kam kar 30 rupaye roj ke de dunga ,|bikari bola , sahab aap 30 rupaye ki baat karte Hain |aap meri dukaan per mere sath baith jao main aapko 60 rupaye roj ke dunga |ab sampann vyakti ka chehra dekhne layak tha |. Sabhi ko saman Dena sikho |vikari ko dene ke liye tumhare pass kuchh nahin hai to kem - se -kem prem bher do bol to bol sakte ho| prem ke mithe do bol tumhari do rotiyon SE bhi jyada mulyavan honge aap kisi ko Man nahin de sakte to kem se kem apman ki bhasha to mat dijiye |yad rakhe ek din apmanit usi ko hona hota hai jo dusron ko apmanit karta hai safal log apne vyavhar ko khushnuma our akarshak banane ka prayas karte Hain |mai kahana chahta hun our yahi prathna bhi karta hun ki bhale hi iswar hamare pravachan ki chammak ko kamjor kar de lekin hamari salinta ko kabhi hamesha ne Chenna |aisa Na Ho ki Koi sampann aaye to uske saman mein Galiche bicha de our garibi madhyam vargiya aaye to baithane ke liye bhi ne kahe | kam se kam santan ke dawar sabhi ke liye saman rup se khule rahane chahieye agar mandiro our santan ke dawar per bhi sanpan our nirdhan ki badeRekha bani rahegi to aam log dharam se dur hote jaenge |main Santo se nivedan karta Hun ki vah manavta ka samman Karen keval paise walon ke picelgu ne bane |paise Wala pareshan hoga to Tum per thoda Paisa kharch Kar dega ,per agar garib ko bhi person rakhoge to vah sarda se Bhera hua apna sab kuchh Tum per kurban Karne ko taiyar Ho jaega |Koi dawar to aisa Ho Jahan nirdhan ko bhi pura saman mile|sampann to Jahan jayega sammanit ho jaega , lekin hamare yavar ki Salinata aisi ho ki hamare dawar per agar koi garib , vidhwa viklang dukhi pidit vyakti jaaye to niraash hokar ne jaaiye
Saturday, July 10, 2021
Alshaya ka tyag karen
jindagi mein vahi vyakti aage badhta hai jo alshaya ka tayg karta hai jaise safalta ke liye vyakti ko kadi mehnat karni padati hai our yahi safalta ka Raj hai vaise hi safalta ka Raj Alshaye hai Jo vyakti permadi ban gaya vah kabhi parinaam hasil nahin kar sakta kuch log bahut aalsi hote Hain une shware palang se uthao to shole od ke fir jaeyege fir se uthao to sofe per pede rahenge vahan se uthao to Kursi per baithe baithe bhi jhappiyan lenge ab batao kya karna chahieye Mera bus chale to pani ka fawara UN per Chala dena chahieye our jo vyakti severe severe Alice mein duba rahata hai vo din mai kya spoorti dikhayega our kya safalta hasil karega jo aalsi hai vah duniya mein hamesha dukh pata hai Muje ek vyakti se milaya Gaya our bataya ki ye bahut bade vyakti hai , maine kaha kaise , bhole unke ghar mein char naukar kam karte Hain ,ye to Pani ki gilas bhi nahin baat | maine kaha to ye kahan ka Bada aadami hai , yah to bada nikamma aadami hai , Meri najar mein Bada aadami vah nahin jiske Ghar char aadami kam karte Hain balki Bada aadami vo hai jo char aadmiyon ka kam sewye kar leta hai , vyakti samarth hote hue bhi jo Vah apni pyas kabhi nahin bujha sakta ek bar ki baat hai ek rajkumar kahin jungle mein ghumne Gaya Akellah tha , usse pyas lagi tabhi ek Kuawa use najar se aaya vah Gaya lekin vahan jakar baith Gaya Socha Koi aaega to Pani pila dega, mujhe to bus aagya deNi hai kyunki main sawye Kuwe se Pani nikaalu to meri Shan kam ho jayegi kyunki main to Nawazjada Hoon |thodi der se ek vyakti our aaya vo bhi pyasa tha lekin Balti kuwa dekker vo bhi baith Gaya Nawazjada bola are bhai , Jara Pani pilana vah vyakti bola tum sewye ut ke pilo |rajkumar bola main nahin pi sakta kyunki mein Pani kuwe se nahin nikal sakta |vyakti ne pareshan Kiya kyu rajkumar bola kyunki main Nawazjada hu vah vyakti bola to Pani to mujhe bhi Pina hai per mai bhi kuwe se Pani nhi nikal sakta kyunki main sejyada Hoon |mai agar Pani ki balti barunga to meri nak nichi ho jayegi |donon baith Gaye vah ek garib vyakti lekin sharir mein hatta- katta tha aaya use bhi pyas lagi thi usne turant balti uthaie rassi pakdi aur aur balti kuwe mein Dali Pani nikala piya itne mein awaazjada our shahzada ne kaha are bhai humko bhi Pani pila do hamen bhi pyase hai vah To aap to ya pahle se maujud hai , aapane Pani kyon nahin piya unhone uttar Diya Pani piye kaise mai Nawazjada hu our ye shahzada hai |Ham Pani ki balti nahin khinch sakte humne kabhi Pani ki gilas bhi nahin bhari |to us Jawan vyakti ne kaha acchi baat hai ab to mai bhi tumhe Pani nahin milunga , kyunki Tum Ho nawazjada our ye shahzada vah balti kuwe mai gira kar bola our mai hu haramzada tum Tum alshayeo ke leye yei seja hai|. Is Kahani se hamen yah prerna milati hai ki Jo alsi hota hai vah sarovar ke tat per bhi baith kar pyasa reh jata hai ,our hamesha- hamesha ke liye uske jivan mein safalta ke dewar band Ho jaate Hain #https://amzn.to/3iq1gfr
Friday, July 9, 2021
Apne kam mein garv mahsus Karen
Aajkal ki duniya mein logon ne apne kaam se garv ki bhavna ko alag kar diya hai kyunki iske liye koshish aur kadi mehnat ki jarurat hoti hai per Koi kam anjaam Tak tabhi pahunchta hai , jab uske liye koshish ki jaati hai hatash hone per jaldi kamyabi wale galat raston ko apnane ki ichcha hoti hai , lekin ine se bachana chahieye , bhale hi samne kitna bhi Bada lalach Ho |gaurav ki bhavna aadami ke man mein utpann hoti hai , aur uski vajah se use jitne wali badet milati hai apne kam ko lekar gaurav anubhav karne ka matlab ankari hona nahin hai ye winMarta bar Anand ka izhaar hai kam aur kam ko Karne wale ki gunvatta ko ek dusre se alag nahin kiya ja sakta aadhe man se kiye Gaye kam se aadhe natije nahin milte , balki is tarah se keh Gaye kam se koi natija hi nahin milta 3 log into ki chunai kar rahe the ek aadami ne unse poochha, phone mein se ek ne jawab Diya , tumhen dikhai nahin deta ki main roj ji kumara hun , dusre ne jawab Diya tumhen dikhai nahin deta ki main iet Chaun rha Hoon teesra jawab Diya, main ek Sundar smarak banaa raha hun vah ek hi kaam ko kar rahe the lekin uske bare mein unke 3 bilkul alag alag najriya ka unke kam per bhi asar padega jawab hai jarur padega aut mata tab hasil hoti hai jab Kam Karne wale ko apna sabse uttam pradarshan karke garv mahsus hota hai har kam usse Karne wale ka lakshya hota hai chahie vah car ki safai ka kam ho , feres saaf karne ka kam ho ya Ghar ki rangai karne ka kam har kaam ko pahli bar sahi dhang se kijiye our FIR har bar sahi dhang se kijiye aane wale kal ka sabse accha bima aaj acche dhang se Kiya Gaya kaam hai MichaelAngelo Kei dinon se ek pratima per kam kar rahe the vah har bariki ko sudharne mein kafi waqt Laga rahe the pass khade ek aadami ko ye sudhar gerjaruri Lage usne MichaelAngelo se poochha ki vah un Barikiyo ki itni chinta kyon kar rahe hain MichaelAngelo ne jawab Diya chhoti chhoti chij hi purnta lati hai our purnta Koi chhoti chij nahin hai jyadatar log yah bhul jaate Hain ki aapane koi kam kitni teji se Kiya , lekin unhe yah reta hai ki aapane vah kam kitne acche dhang se kiya tha agar kisi aadami ko sadak saaf karne ka kam Diya jaaye to use safai vaise hi karni chahieye jaise MichaelAngelo painting karta ho ya lata mangeshkar kisi gane ko compose karti ho , Shakespeare koi Kavita likhta Ho use sadak ki safai itni acchi tarah karni chahieye ki swarg aur prithvi, donon jaggu ke log ruk kar bole ki ya sadak safai karne wala rahata tha , jisne apna kaam garv se aur bahut acchi tarah Kiya. Kisi kaam ko acchi tarah karne ka ehsas khud mein ek inaam hai kharab tarike se Kai kam karne se achcha hai ki acche dhang se kuchh Hi Kam kiye jaaye OnePlus Nord 2 5G || Buy Now https://amzn.to/2VjqJ1q
Wednesday, July 7, 2021
Nishchit lakshya nirdharit karna
Jaise gadi mein baithe hi Ham use disha ki our gadi daudana shuru kar dete Hain Jahan Ham jana hai |agar aapke hath mein suitcase Ho aur ticket hai aap railway station airport per khade Hain to nishchit hai ki ki aap train mein ya plane mein baithenge our vahan pahunchenge jahan tak ka aapane ticket liya hai agar aapke pass ticket na ho our aapko Janna kahan hai ye bhi pata na ho to aap plane ko uthate hue dekh to sakte hain per kuchh main aap bete nahin sakte kyunki aapka koi lakshya nahin hai ki aapko kahan jaana hai ek baat aur samajhne ki hai ki Kai bar Ham lakshya Tak Jana chahte Hain per lakshya bhul jaate Hain jivan mein apne lakshya ke prati itne laparwah Na Ho jaaye ki aap apna lakshya hi bhul jaaye ek bar ek vyakti train mein Safar Kar Raha tha kuchh samay bad TC ( ticket checker ) ticket jaanchne ke liye aaya to use vyakti ne apna hath kutte ki Jeb mein Dala , lekin ticket nahin mila usne paint ki Jeb mein hath Dala lekin ticket nahin mila usne apna bag suitcase sab sambhala lekin ticket nahin mila , use vyakti ko dekhkar TC bola koi baat nahin bad mein aaram se dhundh lena aapke chehre ko dekhkar lagta hai ki aap ek nek insaan hai aap per mujhe vishwas hai ki aap Bina ticket Safar nahin kar sakte ticket ne Mile to nahin sahi aap chinta na Karen tabhi use vyakti ne jhunjhulakar ke kahan are Bina ticket yatra ki kaun chinta kar raha hai mai to ticket isliye dekhna chahta hun Tanki mein ye pata Laga sakun ki mujhe jaana Kahan hai aap samajh Gaye ki vah vyakti apne lakshya ke bare mein nahin jaanta tha isiliye sapar karne per bhi vah manjil nahin Pa saka hamara lakshya ham aaj nahin to cal jarur prapt kar lenge. Lakshya na ojhal hone paye. Kadam Mila ke chale. Safalta Tere kadam chumegi. Aaj nahin to cal ||. www.seoluckyblog.blogspot.com
Tuesday, July 6, 2021
Achchahai meri to burai bhi Meri
Vyakti apne vyavhar se apni sakhiat ko prabhavi banaa sakta hai behtar jivan aur prabhavi shakikat ke nirman ke liye avashyak hai hi ki aap apni jimmedario ka nirvahan Karen jo aapki jawabdariyan hai unse munh modne ki bajaye unhen pura karne ki koshish karen apne Ghar mein har acche karya ka sariya agar aap Lena chahte Hain to jab kuchh bura ghat jaaye to uski jimmedari bhi aap hi Lena acche karya ka saryah to sabhi Lena chahte Hain lekin bura kam dusre ke naam mande dete Hain aisa kabhi ne Karen use bure ya galat kam ki jimmedari aap savhikar Karen dusron per nahin dalen dhyan rakhe ghar mein kabhi kisi per intejaam lagane ki koshish Na Karen apne aap ko bachane ke liye ye SAS bahu per devrani jethani par jethane nanad per , nanad bhabhi par dos lagati hai aap aisa kabhi nahin Karen dusre per dos lagane ki vajai apni soch ko behtar banate hue apni jimmedari khud samjho agar galti ho gai hai to jimmedari uthae Mata pita ko dos ne de | bhagwan ko bhi dos ne de ki usne kis maa baap ke ghar mein paida Kar Diya apne Ghare our next ro ko bhi dos na de kisi galat kaam ke liye dekhta hun agar kisi vyakti ko apne dhande mein nuksan ho jaaye to sidha jyotish ke pass jata hai our jyotish janampatri dekhkar ke deta hai , tumhare Shani ki mahadasha thi isiliye nuksan Laga, FIR aadami apne nuksan ka sara dosh sani ke mhate manta hai |berina Matt vha us nuksan se kabhi Uber nhi pata achcha hota ,vah kisi Shani ki Dasha ko dosh Dene ki bajaye apni karyeSali ke doston ko mitata to shigar hi ghat se Uber jata|apne kam ki jimmedari khud le agar galat kam aapke dowara hua hai to kisi sani ki mahadasha ko dosh Dene ki bajai apni soch Pur karya shaili ke dosh ko pehchaane jo apni jimmedari savhi kar nhi karta vah jivan ke hosle se pattern ho jata hai ek Ghar mein almari ka kanch Tut Gaya |SAS ne bahu se poochha beta yah kanch kiski galti se tuta Bahu ne kaha mummy yah kanch to aapke bete ki galti se tuta | saas ne kaha bete ki galti se batao to Kya hua ,vah kanch se kya kar raha tha Bahu ne kaha mein rasoi ghar mein bhojan banaa rahi thi ye kanch ke samne Bal sawar rahe the kuchh kaha Suni ho gai to main aapke bete ko marne ke liye balon Fanka, aapka beta niche jhuk Gaya to balon kanch per ja Laga our kanch foot Gaya|galti sera sar aapke bete ki hi hai apni galti ko vyakti swikar nahin kar raha hai |uski jawabdari aur jimmedari dusre per Dal raha hai jivan mein apne dwara hone wali galti ko savikar karne ki aadat daale ajar tere ke bahane banakar aur jaise taise apni galti ko dekhne ki koshish Na Karen galti kisi se bhi ho sakti hai galti ne kere vo bhagwan hai ,per jo galti kar sudhar jaaye vo nek insan hi calaaega www seo lucky blog.blogspot.com
Bala mitra to ek hi Bala
Main priaie dekha karta hun ke vyakti apne mitron ka dayra badata hai kyunki vah sochta hai ki mainPIL sejaenge hotel mein jaenge masti lootenge ghumenge firangi Khao piyo mauj uthao ki mitrata vyakti ki jindagi mein chalti rahti hai agar aapka koi Mitra nahin hai to fikar na Karen galat aadaton wale vyakti ko Mitra banane ki vajah tum Bina Mitra ke rahe ho to jyada achcha hai har kisi ko Mitra banane ki Parvati ghatak ho sakti hai murkh sawarti aur Jhaplus ko kabhi bhi Mitra ne banaya Mitra Ban Jana aasan hai lekin nibhaanaa cuttin hai kuchh Mitra keval naam ke hote Hain per kisi kam ke nahin hote Hain. Shok mein mitrata ka pata nahin chalta dukh aane per anubhav hota hai ki Mitra kaisa hai ek bar do Mitra the saath saath mein padhte the 1 din donon jungle mein ghumne gaye kuchh aage jaane per samne share Sher aata hua dikhai Diya donon ghabraye ab Kya Karen itne mein pahla Mitra dusre Mitra se bola mujhe ped per chadhna aata hai main to abhi ped per chadh jata hun aur itne mein vho ped per chadh Gaya dusra Mitra bola are mujhe bhi to bachao pahla bola Teri tu jaane itne mein Sher samne aata dikhai Diya tabhi dusre Mitra ko yad aaya Sher mare hue ka bakshan nahin karta hai vah to raja shikar karta hai our FIR vah SAS rok kar jameen per lash ki tarah let Gaya share pass mein aaya uske naak ko sunga to sans band thi Kan aankh hath pair bhi dekh pair hilne-dulane nahin thi Sher ne Socha Mara hua hai our vah aage badh gaya , jab Sher Chala Gaya to pahla Mitra ped se uttara our dusra bhi khada ho gaya our FIR pahle Mitra ne kaha ki a Sher Tere Kan mein Kya keh raha tha dusre Mitra ne ka Sher ne mujhe Kan mein kaha ki kapati e avsarvadi our sawarti ko kabhi Mitra nahin banana chahie sawarti aur kapati Mitra se achcha hai ki ki Bina Mitra ke hi acche hai. Saamp bichhu aur kankhajur itne khatarnak nahin hote our shayad alahalli jer bhi utna nuksan de nahin hota hai jaisa murkh Mitra Tum to rahoge uske prati vishwas our vah tumne nuksan pahunchatha Hi rahega murkh Mitra ki Bajai buddhiman dushman kahin jyada achcha hota hai isiliye to kahate Hain-sand ke angadi se katra gadhe ke piche se khatra per murkh Mitra ke Charo aur se khatra hai www.seoluckyblog.blogspot.com
Monday, July 5, 2021
Sab ke sukh mein Mera sukh
Vyavhar ko prabhavi banane ke liye dusra kadam hai -dusron ke prati hitkari soch hamesha apne liye hi ne soche| yah hamare vichar aur byavar ka dosh hai ki Ham apne biwi bacche aur parivar ki to sochte Hain lekin dusron ke bare mein nahin sochte hain ek parivar mein bajar se brained mangwai guy use packet ko jab khola to usmein durgat a rahi thi usne apni biwi bacchon ko hidayat de ki bread ne khae shat hi kahan ki bar Jo bhikhari beta hai usse le ja kar de do kya aap ke bhitar Jara bhi insaniyat hai subah ki daal garmi ke Karan khati ho gai aap kete Hain ki fekna mat koi bhikhari ja raha ho to use de dena savdhan kahin punya ke naam per Ham paap to nahin kama re hain Jo chij Tum khud nahin kha sakte apne bacche ko nahin khila sakte vah kisi nirdhan bacche ko khilakar use bimar karne ki koshish kar rahe ho agar Tum Dena Hi chahte ho to vahi do jiska Tum khud upyog Karen saiko bachi Hui roti dene Tak ki soch bhi nahin rakhen jab aata bhigo teb Tum usmein do mutthi aata jyada bhigona our uski roti kisi garib bhikhari ko de dena tumhare to aate ke dibbe bhare Hain ate: do mutthi aata nikaalne per Fark nahin padega per use garib ke to do roti mein kapi farak padh jaega. www seo lucky blog.blogspot.com